Bait Bazi - July

Re: Bait Bazi - July

**ah dost tark-e-taluq k bawajood
mehsoos ki hai teri zaroorat kabhi kabhi *
*... :(

Re: Bait Bazi - July

Yun mere dil k barabar tera ghuM aaya haii
jese sheeshe k muQaabil koii patheR janaaN

Re: Bait Bazi - July

*Naam mera na zaban per kabhi aaye hergiz
jis se mansoob ho bas us se nibhaana ab ke

*

Kaaf aur Ye

Re: Bait Bazi - July

kyaa bhalaa mujh ko paraKhane ka natiijaa nikalaa
zaKhm-e-dil aap kii nazaron se bhii geharaa nikalaa

noon/alif

Re: Bait Bazi - July

**
Umeeed to bandh jati, taskeen to ho jati,
wada na wafa kartey, wada to kia hota **

Hey aur Alif

Re: Bait Bazi - July


aye shaam mujhe tum kuch na kaho, is baar mera dil toota haii
ya jee na sakun, wo baat kaho, is baar mera dil toota haii

Re: Bait Bazi - July

hansi ko mi sun ke ek bar chonk otha faraz

yi muj mi dukj chupaani ka kamal kese agaya

ALIF/ALIF

Re: Bait Bazi - July

us ka kya hy tum na sahi to chahny waly aur bohat

tark-e-mohabbat karny walo tum tanha rah jao gy

gaaf / /yey

Re: Bait Bazi - July

**
Ye mulaaqaat bhi ghanimat hey
aao mil kar udasiyan chun leiN**

Laam aur Noon

Re: Bait Bazi - July

lab pe paabandii nahiN ehasaas pe pahRaa tu hai
phir bhii ahal-e-dil ko ahavaal-e-bashaR kahnaa tu hai

tey or hay

Re: Bait Bazi - July

**
Haal-e-dil meiN ne jo dunyaa ko sunaanaa chaahaa
mujh ko har shakhs ne dil apana dikhaanaa chaahaa**

Chey aur Alif

Re: Bait Bazi - July

Us ko dekha to muhabbat bhi samjh aaeeii
Warna is lafz ki tareef suna krtey they

Re: Bait Bazi - July

yeh mubhat to un dinoo ki baat hai faraz
Jab makaan kachay, or log sachay hua krte thay ....
:(

Re: Bait Bazi - July

Yeh kis muqqam pe suji tujhay bicharrne ki
Abb to kahin jaa ke din sanwarne wale they

Re: Bait Bazi - July

yeh rafaaqat bahut muKhtasar hai mirii hamsafar laa mire haath meiN haath de
tuu havaa-e-sar-e-rahguzar kii tarah, maiN kisii nakhat-e-raayegaaN kii tarah

Re: Bait Bazi - July

HUSN KE SAMJHNE KO EK OMER CHAHEAY JANA

DO GHARE KI MULAQAT MI LARKIAN NAHI KHULTEN

khey(kaaf nahi)/noon

Re: Bait Bazi - July

*Khat laeiN na laeiN, hum naama-barooN ko
bas dekhte rehte heiN, pareshaan nahi karte
*

Kaaf aur Ye

Re: Bait Bazi - July

kah gayaa main saamane us ke jo dil kaa mudd'a
kuchh to mausam bhii ajab thaa kuchh merii himmat bhii thii
Tey/yey

Re: Bait Bazi - July

TU TO SURAJ HI TUJY KIA MA,ALUM RAAT KA DUKH

TU KISI ROZ MERE GHAR MI OTAR SHAAM K BAAD

bey/daal

Re: Bait Bazi - July

Dhiyaan ki serrhioN pe pichlay pehar
koi chupkey sey paooN rahkta hey

Hey aur Ye