Re: Bait Bazi - July
SAREE TASLEEME KHAM HEN JO MIZAJE YAAR MI AAE:hat:
Re: Bait Bazi - July
SAREE TASLEEME KHAM HEN JO MIZAJE YAAR MI AAE:hat:
Re: Bait Bazi - July
**
hichkiyan raat ko aati hi raheiN
tune phir yad kiya ho jiase
**
Re: Bait Bazi - July
jane kis alam mi tu bichra hi k tre begher
har naqsh faryaadee mere tehreer kaa
KAAF/ALIF
Re: Bait Bazi - July
*Ameer-e-karwaaN rehne ka itna shoq hey us ko..!
ke danista bhi takmeel-e-safar honey nahi deta..!
*
Daal aur Alif
Re: Bait Bazi - July
dil to kiaa hamm rouh me otrey hotey
osne chaha hi:nahi:chahne walon ki tarah
TEY/HEY HALWAY WALE
Re: Bait Bazi - July
*Hasraten dil mai hain itni ke nikalteen hi nahee
aaj jatet heiN ye mehmaan na kal jaate haiN
*
Hey aur Noon
Re: Bait Bazi - July
ham to mojod the rat men ujalon ki tarah
loog nikley hi nahi dhundey walon ki tarah
tey/hey HALWE WALI
Re: Bait Bazi - July
**raat ki be-sakooN khamoshi main
ro raha hon ke so nai saktta
rahatoN ke mehal banaata hai
dil jo aabaad ho nai sakta
seen/alif**
Re: Bait Bazi - July
oski a,adat vohi,har bat adhure kerna
orr phir baat ka mafhum badalte rehna
REY/ALIF
Re: Bait Bazi - July
**Ajub Wo Marhla aya k Hijer-o-Qarab Yaksaan Hain
Asar Aub Kuch nahi hota Jafa Kr lo Wafa Kr Do**
**
Daal/wao**
Re: Bait Bazi - July
wo dekhte they koe onhi dekhta na ho:meeno:
ham onki ihteaate nazar dekhte rahey
REY/Y
Re: Bait Bazi - July
**Yahan Ghum kay Badal Gehere, Kheait Sonahri Hain
Yahan Dard ki Rungat Dhani hai Yahan Rukna Hai
hey/ye
**
Re: Bait Bazi - July
yun bhi rakh len gey tare mast nighahi ka bharam
hosh aaya bhi to keh donga mujy hosh nahi
NOON/YEY
Re: Bait Bazi - July
**Yeh Sabza Bekhwab Yeh Jaaga Hoa Mahtaab
Aisa Hai kay Aub Neend main Chal ker Usay Dakhein
daal/noon
**
Re: Bait Bazi - July
Daikhna hai wo mujh par meharban kitna hai
asliyat kahaan tak hai aur Gumaan kitna hai
hey/ye
Re: Bait Bazi - July
*Yehi bohat hey ke dil us ko dhoondh laaya hey
kisi ke saath sahi wo nazar to aaya hey
*
Hey aur ye
Re: Bait Bazi - July
[quote="jiia, post:185, topic:243059"]
jane kis alam mi tu bichra hi k tre begher
har naqsh faryaadee mere tehreer kaa
kaaf/aalif
**koi shaksh mukamil to apna bhi nahin hota
uss ny likha hai main ,faqat, tumhara hoon
noon. alif**
Re: Bait Bazi - July
^ I think it should be "Hay/Noon" ...
Hum ko is jahaan mein koi bewafa nahe mila
Kami paee tau faqat apne khuloos mein paee ...
Next: "Pay/Ye"
Re: Bait Bazi - July
**Yadoon ki jarain kahin sy phoot hi parti hain
dil sookh bhi jaye to banjer nahi howa karty
*
kaaf / ye***
Re: Bait Bazi - July
**
Khol kar band dareecha Nasir
doobtey huey chaand ka manzar dekho**
Daal aur Wao