Re: Bait Bazi - July 2012
kia yeh nasrii nazam kii lines haiN? she’r agar hai to baRaa be-hangam sher hai jiskii dum uske badan se ziyaada lambii hai ![]()
**
gar_cheh, maiN kab se huN ik ‘saamne aayii’ huii baat
phir bhii hastii ahi mirii ek ‘na-paaii’ huii baat!!! **