Bait Bazi - February

Re: Bait Bazi - February

mai sadke jawan :blush:

Re: Bait Bazi - February

LP and punjabi :hayaa:

Koi helicopter lao.. main ny bhi us mein beth k sadqy jana hai

Re: Bait Bazi - February

kuch ghalat kaha maine ? :bummer:

Re: Bait Bazi - February

bilkul sahi kaha :k:

Re: Bait Bazi - February

:blush:
bk to bait bazi now

apne balon k safaidi pe seham jata hoon
zindagi,ab tere raftaar se dar lagta hai

Re: Bait Bazi - February

Hairat Hui Ghalib Tumhein Masjid Mein Dekh kar______
Aisa Bhi Kya Hua K Aaj KHUDA Yaad Aa Gaya

Re: Bait Bazi - February

gaye dino ko suragh lekar kidhar se aaya kidhar gaya wo :hmmm:
ajeeb manoos ajnabi tha mujhe to hairan kar gaya wo :eek:

Re: Bait Bazi - February

Halki halki barishien hoti rahien,
Hum bhi phoolon ki tarha bheega karien

Re: Bait Bazi - February

Kaha nahi tha kay be faiz hun na paal mujhey,
Ab apney Ap sey ay merey ghar nikal mujhey,