Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Yeh jism to fani hai roohon ka milan ho ga
Yeh jis mein likha tum ne wo khat bhi jala aayi..!!!

alif/ye

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Ek main ek tum ek dewar thi,
Zindagi adhi adhi bati reh gai,

gaaf/ye

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Yeh manzar jab baddalta hey baree tekleef hotee hey
Tum apna akkus mairi aankh kay parday peh rehnay do

daal/wao

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Dil mohabbat deen duniya shayri,
Har dareechey sey tujhey dekha karien,

kaaf/noon

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

kaise ho tum jo chodkar ja rahe ho,
aapne sab kasmey wadey todkar ja rahe ho,

hay/wao

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Halki halki barishien hoti rahien,
Hum bhi phoolon ki tarha bheega karien,

kaaf/noon

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

kisko mohabbat ki sachay maar dale ghi,
kisko mohabbat ki gehrai maar dale ghi

gaaf/ye

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Ghar naya kaprey naye bartan naye,
In puraney kagzon ka kya karien.

kaaf/noon

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

karke mohabbat koi nahi bache gha,
jo bach geya use tanhai maar dale ghi

gaaf/ye

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Ye phool mujhey koi warasat me miley hain,
Tum ney mera kanton bhara bistar nahi dekha,

daal/alif

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Doub Ke Mar Jaane De

daal/ye

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Duniya ney humien chora jazbi hum chor na dien kiyon duniya ko,
Duniya ko samajh kar bethey hain ab duniya duniya kon karey.

kaaf/ye

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Kuch Aisay Haadsay Bhi Zindagi Mai Hoty Hain ~~~Gh@lib~~~
K Insan Bach To Jata Hai Magr Zinda Nahi Rehta.

ray/alif

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Ap ki yad ati rahi rat bhar,
Chashm e num muskurati rai rat bhar,

bey/rey

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Bhul thi meri jo maine tujhe apna maana ,
Teri dosti ko maine...teri chahat jaana

jeem/alif

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Jaha’n sey bhi guzray tawajah sey guzray..
Samandar sey kertay hein sehra ki baat’ein.

bey/noon

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

bajuz apne wo lafzon k Khazaane kholta kab tha
wo aankhein sochti kab theen,wo chahra bolta kab tha

tey/alif

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Insan me hewan yahan bhi hai wahan bhi hai,
ALLAh nigehban yahan bhi hai wahan bhi hai,

hey/ye

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Yeh aur dukh hai kahin aur hain jarhein is ki
Mata-e-Dard, dil-e-chaak mein nahin meri jaan

jeem/noon

Re: Bait Bazi (Boys Team) -Last Day

Jo be-khabar raha hai meray izterab sey.!
Kehta hai kesay tark-e-taluq kar’on ga mein..

meem/noon