**
**
**
**
**
Yeh Udaas Udaas Phirna ' Kissi Say* KUCH** Na Kehna*
Younhee Bay Sabab Nahee'n Hay Koi Maajraa Tou Hoga !!
**
**
**
**
**
Yeh Udaas Udaas Phirna ' Kissi Say* KUCH** Na Kehna*
Younhee Bay Sabab Nahee'n Hay Koi Maajraa Tou Hoga !!
Re: Bait Baazi New Edition
Yeh haadsa tujhe shayad udaas kar de ga
Ke mere saath hi marti hai tere hijr ki shaam
Re: Bait Baazi New Edition
Wo jo mudaton se mila nhi
mai bhi dhundne main thaka nhi
usey dhunda mai ne gali gali
koi chori mai ne jaga nhi
sab ne kaha usay bhool ja
dil ne kaha wo bura nhi!
yay
Re: Bait Baazi New Edition
Re: Bait Baazi New Edition
meri or uski zindagi mai tarteeb ka farq hai FARAZ
uski zindagi me main sab kay baad ata hoon or meri zindagi me sab us k baad!!!
Re: Bait Baazi New Edition
Zindagi Tuu Ne Mujhe Qabr Se Kam Di Hai Jageh
Paon Phelaun o Dewaar Pe Sir Lagta Hai
Re: Bait Baazi New Edition
Wo to ab bhi khwaab hai baidar beenai ka khwaab
Zindgi maiN khwaab maiN us k guzer aaya to kia
Re: Bait Baazi New Edition
Zindagi Main Tumhain Kahoon Kion Ker
Zindagi Saath Chhor Deti Hai
Re: Bait Baazi New Edition
Main bulbul e nalaan hoon ek ujray gulistaan ka
taseer ka sa'il hoon mohtaaj ko daata day