Bait Baazi Month Of June 2010

Re: Bait Baazi Month Of June 2010

i guess its gaaf
guzar gay wo waqt jab hum talabgaar thay tere FARAZ
ab ka-ba bhi ban jao to sajdaa na karain gay…

Re: Bait Baazi Month Of June 2010

ye qadam qadam balaaen ye sawad e koo e janaan
woh yaheen se lot jaen jinhain zindagi ho pyari!!!

Re: Bait Baazi Month Of June 2010

*Yaadon se rishta kal bhi thaa yaadoon se rishta aaj bhi hai Dil kal bhi apna dukhta thaa aur afsurda sa aaj bhi hai ...*