Bait Baazi Month Of January 2010

^ yay kis kisam ka shair hai :konfused:. pawaay wow pay nahi yay per khtm hota hai :snooty:

Yaqeen rakhti nahiN hooN maiN kisi kachay taluk per
Jo dhaga tootnay wala ho us ko toor deti hooN

" Noon "