naina wali: lol! Nainaa; kya tumhaara khoon sahi gardish nahi karta jo blush karne main mushkil hoti hai ya koi aur khaas wajja hai... :D
HeArT HaCKeR: lol! nahi jee; mehndi lagaana to kab ki chor di! :d
Allah karre aap exam main ache numberon se kaamyaab hon! aameen!
Destinee: lol! jee nahi jee! Hum to chaahen ge aap humesha GS ke aas paas rahen, ronaq thori badh jaati hai! :p
In aankhon ka bill to nahi aata laiken aur bahut kuch aa jaata hai, Allah ka karam hai! Hum sab sambhaal lete hain! :D
[QUOTE]
Originally posted by Hum Hain: *
**Destinee*: lol! jee nahi jee! Hum to chaahen ge aap humesha GS ke aas paas rahen, ronaq thori badh jaati hai! :p
[/quote]
Ji ji! Khair mujhe aap ki thoughts ki zaroorat nahi hai, I know ke raunak barh jati hai. Lekin chalain, mention karne ka shukriya!
[quote]
In aankhon ka bill to nahi aata laiken aur bahut kuch aa jaata hai, Allah ka karam hai! Hum sab sambhaal lete hain! :D
[/QUOTE]
Agar aap sab sambhal lete hain to aadha karam to aap ka bhi huwa. Par chalain, accha hai ke sambhal lete hain, warna kab ki nikal kar bahar pari hotien aap ki ankhein.
hum hain: wo kia hai kay…tum nay itna israar kia to phir yeh lo…dupaatey main moonh ko chupa kar ankhein chaar kar key…blushing
[QUOTE]
*Originally posted by Destinee: *
Ji ji! Khair mujhe aap ki thoughts ki zaroorat nahi hai, I know ke raunak barh jati hai. Lekin chalain, mention karne ka shukriya!
Agar aap sab sambhal lete hain to aadha karam to aap ka bhi huwa. Par chalain, accha hai ke sambhal lete hain, warna kab ki nikal kar bahar pari hotien aap ki ankhein.
[/QUOTE]
lol! u r so not funny! :p
lol! main ne sirf blsuh hone ko kaha, aur tum ne aankhen bhi chaar kar leen! 
bahut ache bhai bahut ache!
kaun hai? 
hum hain: aur kisee tarah bhee blush nahi ho pa rahee thee main.to mainey aisey try maar lee..masoom
aur kia hai??confused