Re: bahashti darwaza(jannat ka darwaza)
**Kisi Jahil ne yeh baat ura rakhi hai keh jo is darwazay se guzar jaay ga woh Jannat main jaay ga.
Hamaray haan jahil or bad aqeeda logon ki kasrat hai jo aisi baton pay amal kartay hain jis ka Islam say door door tak koi taluq nahin.
Allah in logo ko Hidayat day**