Badshah salamt

Re: Badshah salamt

aap ko kia hai alijah??:aq:

its in voice gallery

Re: Badshah salamt

han per kahan
i cnt find it

Re: Badshah salamt

first sticky citrine

Re: Badshah salamt

Badshah salamat, aapkey liye peghaam bhar diya hai :salute:

Citrine It’s in voice gallery, top thread.

:o aap ke ankh main kya gir gea hai laiye hum nikal dete hain

:shikra: hum waqt nikal kar zaroor sunein ge

badshah paindu hi hoye :mocking:

Re: Badshah salamt

shikry ur awaz is soooo sweeet and ur accent is soooooo kool..i luv that accent....
i was wow..
i luv this accent ..coz sadly i hve sum weird german accent..which i cnt change

Re: Badshah salamt

billi aap koun sa badal gaein:shikra:

Thank you :blush:

Re: Badshah salamt

its oook
u sound soooo shareef

Re: Badshah salamt

I AM shareef :LB:

Re: Badshah salamt

badshah salamat ka ser qalam kero.
bohat ho chuki badshahi… :chai:

Re: Badshah salamt

^ i second that :chai:

we want democracy :jhanda:

janab khush amdeed:shikra: zaroor aaiye guppy meat pe magar hum kabab main haddi kyun banein ..

aap kanezon say milna chahte hain to ijazat hai:aq:

:aq: yeh kehnay say pehlay hamaray sipahiyoon ne aap ke haath say chai cheen kar zubaan pe kyun na daal de:o

laiye hum hi kar dete hain

Shukriya alam panah, ab zara tareekh aur waqt bhi bata dein :halo:

kal aaiye ga:hmmm: subha 5 baje fajr ke baad

sab kaneezein so rahe hoti hain:shikra:..jab wo jaagein aap un say mil saktay hain

Re: Badshah salamt

Abey chirkhut tou mein unkey jaagney k waqt kyon na aa jaaon? :smilestar:

:shikra: hum to aap say mazak kar rahe the..aap bura maan gae

chalein jab wo jagein hui ho aur hamaray kaamoon main masroof hoo to ana:shikra: