BADMASH of thE mOnth

:roftl:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Dania_2000 --- app ke nazray-karam hai warna yah banda app ke tareef kay qabil nahi .... wesay jaha tak change honay ke baat hai so bus kiya karo girgit ke tarha mai bhi appna rung badalta ho :p
[/QUOTE]

chalo tum nay maana tou kah tum girgit ki tarha ho :p

yaar agar tere doodh ke dant nahi tootay tu tu badmash nahi abhi bacha hai :D by the way u looking ahoo :D

BrokenSky -- dada yah barham nahi serf kaatil neegha hai teray leyah.: galay mil kay roonay wala icon :

NiMMi -- thanx miSs wOrld .: pyar mai khooo janay wala icon :

mahnoor@lahore -- sab say phelay shukreya ... phir khoosh hmmm well yaar khoosh tu ma dukh honay kay waqat bhi hota ho :p wesay jungle mai ajj kal aik banderya missing hai and thts non other then u :p : ankh par hath rakh kay phir dil par hath rakh kay mahnoor ko ishara karnay wala icon :

pagaldeewani -- pagal mastani tum ko mar kay kuch nahi honay wala ... coz manay bOokz mai parha hai kay shatan or shatan ke khala DOOM day tak insano or janwaroo ko tang kartay rahay gay .: mast-qalandar ban kar tight wala dance karnay wala icon :

bilalsohaib -- abey itnay galay nah mil warna LoG hum dono ko galat neegha say dekhay gay :p : BAALO ko count karnay wala icon :

insan -- insan ban insan pagaldeewani nah ban .: danda hath mai lay kar gussay say dekhnay wala icon :

Dania_2000 -- manay tu bOohat kuch mana hai magar tum nay ajj tak kuch nahi mana :( : pape denay wala icon :

MANAN -- yaar yes u r right abhi hum bachai hai jabhi hum abhi tak sab khatarnak larkiyo ke neegha say bachay howay hai , wesay tareef ka shukreya : flying kiss denay wala icon :

i didn’t say that…one doesn’t have to be an addict to try drugs :slight_smile:

Ur WC Janwar G :kiss:

Phat Gurl ------- wEsay Mujhay naasha karnay ke kiya zarorat hai… aPp jesay haseen LogO ko dekh letay hai tu naasha khud he char jata hai :wink:

cute swee2 ----- yaar * janwar blushing then LOok at cute swee2 thEn put da finger on eye then on heart n then holding finger straight to cute swee2 * Hie ALLAH ManoOOoO sharam andi hai :blush:

then my next guess would be you were staring at a girl while this picture was taken :rolleyes:

janwar u r just a coward :stuck_out_tongue: u give up so easily eh :stuck_out_tongue: btw I am aunie now don’t say anything to ma shweet heart nephew, I will kick the hell out of u. :smash:

:k:

Re: BADMASH of thE mOnth

:wink:

:smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

mahnoor@lahore – sab say phelay shukreya … phir khoosh hmmm well yaar khoosh tu ma dukh honay kay waqat bhi hota ho :stuck_out_tongue: wesay jungle mai ajj kal aik banderya missing hai and thts non other then u :stuck_out_tongue: : ankh par hath rakh kay phir dil par hath rakh kay mahnoor ko ishara karnay wala icon :

banderya kis ko kaaha :mad: hud tu bunder ho hei, mujhe bhi samjkh rahey hoon. sorry bus yun hey thori buzy thei nothing else or yeh icon wicon bananney chorro …

jab main woh hoon hi nahi tou kyun maanoo hahaha :hehe:

:hug:

:hug: :kiss:

Phat_gurl — u know u gueSs alot but never get One.

pagaldeewani — Oye Aunty i never givEuPppP but like if i c people intentionz towards me Low , n yah when i said something wronge to ur nephew hmmmmmmmmm ??? u Donkey TaiL .

Ur AngeL – dOOsarOo ke baat par :k: karna bOoOhat ata hai hmmmmmmmmm yah tumhari dOost hai jabhi chOr deta ho is ko warna hmmmmmmm . or hai tum kiya OK kar rahe ho zeeyada nahi bolo warna sab ko bata do ga … sumjhi .

mahnoor@lahore — acha :frowning: but dont be GUSSA plz warna kiya hO ga mera :frowning: aik app he tu ho meray jeenay ka sahara… wesay dielouge acha hai :stuck_out_tongue:

Dania – tu tu hai wohi Dil nay jesay appna kaha … mai ho waha … bin teray jeewan hai aik sazaa.. oooO mil jaie jis tarha do lahray us tarha pbhir hOO nah jooda ha yah wada raha… yah wada :wink:

Hmm lagta hai bukhaar uter gaya hai janab ka!
To ab zara FACE TO FACE BAAT KER LE!
Kya batao ge sab ko?
Bataane ke liye kya hai tumhare paas?
Dhamki de rahe ho?
Well sun lo mai NHEIN BAAZ AO GI!
AIK NO. KI ZIDDI LADKI HOON! :snooty: BATAO, BATAO MAI BHIE DEKH RAHI HOON!

After 3 hrs! 3 ghenete hain jo ukhaar sakte ho ukhaar lo!

Aur han MR aik baat to bhool hi gai ........ Aaj kal bare vaade shaade kiye jaa rahe hain? Lagta hai tu bohat jaldi pitte ga!
Wow Waise VIP ki seat mujhey dena ........... aur han popcorn bhie tyaar rakhna! ;)

Oh sorry Pm mai yeh dena to bhool hi gai :hug:
N jaldi reply karo! :slight_smile: