Re: BadanKi Qurbat
goyaa k tabaadila e golaa baarii huii! Theek hai na…ham kisii se kam to nahiiN…aajkal qaanoon ke rakhwaale hii qaanoon kii dhajjiyaaN uRaate haiN jaise kal ek SP ke beTe kii shaadii kii Khushii meN ba-waqt-e-aamad-e-baaraat SP saaHib ne AK-47 se kaii round fire kiye aur phir goliyoN kii taRtaRaahaT se saarii fazaa goonj uTThii. ![]()