Re: !!!Badaltay chehroon say uthta hai dard ka dhuaan!!!
Charchaa thaa jis ka, ussi ko khabr kahan thee
Khata jis nay ki, janey uski Saza kiya thee Dil ka kiya, abb tou Aasmaan rou parra Doobta hai koi doobay, kisi ko parwah kahan thee Badaltay chehroun say utthta hai dard ka dhuaan
Chila jo dil uttha, najanay uss may Awaz kahan thee<!-- / message -->
Beautiful sharing :)