muNh se nikle alfaaz maanind-e-teer hote haiN…ek baar kamaan se nikal jaaye to use vaapas nahiiN liyaa jaa saktaa…
…ek Hadees e Nabwii hai k Allah ke Nabii [saws] ne farmaayaa k [mafhoom] apne zabaan kii Hifaazat karo kiuN k yehii vo aapke jism kaa a’aza hai jo aapko dozaKh meN daaKhil kar saktaa hai.