Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

nahi abi uthooo **
**talak phir kabi day daina usay

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

abi khana thanda ho raha hay uth k jaldi say kha lo usay :p

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

tum nashta banao honey main ata hon

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

sorry didnt miss u at all....:p.....dont know u that much:D

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

DM bhai jani :hugz:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

janti nahin to kya howa :hoonh: miss to karti na :mad:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

hi cutty how ju :) n howz life ?

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

aap phir waapis aa gaye.. darn :o

hehe.. joking.. welcome back :p

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

nawajish shuker hai koi to aya :p

waise yar tum kahan gayab ho sab :(

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

i was busy with my exams.. :hula:

and waise bhi GS is too boring.. all the oldies hav gone into hibernation i think :o .. all these new guppies.. innhoa’n ne GS pe qabza kar liya hai :smack:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

ab to khutam hogaye na exam to ab hum rule karenge GS :wink:

haan dekh lo pore cafe main 2 3 hi oldies ke thread hain :bummer:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

haan khatam tu ho gaye.. ab dekho kitna aa paati hoon GS pe…

exactly :smack:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

yar kya karen jo porana wakht wapis lain ? socho socho sab ko kaise paker ke lain :p

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

hmm.. massaley pe wazoo kar ke beth jaao aap aur Allah se dua karo.. sab waapis aa jayein ge :p

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

tum pehle shuru karo na pehle buzrug phir bachay :p

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

mei aap se choti hoon :snooty: aap ne khud hi meri b’day thread mei prove kiya tha :stuck_out_tongue:

aur mei koi nahi marr rahi kissi old guppy ke liye.. wo tu aap hi kuch zyada miss kar rahe hain :stuck_out_tongue:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

haan tum to jaise nanni munni ho abhi na :hoonh:

dfmmmmmmmmmmmm porane doston k liye aese kehti ho :bailan:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

chal paray hat :snooty:

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

jee.. aap se tu bohat choti hoon :snooty:

jab puraane dostoa’n ko hi hum yaad nahi tu faida :o

Re: Bachnaaaa A Haseeno, Lo main Agaya !!!

waise to sahi keh rahi ho tum meeno unko bhi parwah nahin :bummer:

Atti moti bhense agai tum dfm