Bachna ae Guppiyon.. CG aagaya.. with new AVATAR..!!

haan. machar makhiyan complain kar rahee hain.. keh hasnay ki wajah say moun ki badboo say unki qom ko bila wajah qatal kia jaa raha hai..!!
:danda:

wa alaikum asalaam Maria.. theek thaak. khush bash,.. :slight_smile:
me bhi theek thaak hon.. u sunao. howdy..!! :slight_smile:

aww.. me :wub: tooo.. :blush: dont worry yeh kattay ga nahee.. :slight_smile: bohot masoom sa hai.. :@:

kia soch rahee ho..? is CG ko daal bohot pasand hai :stuck_out_tongue: