Bachna ae Guppiyon.. CG aagaya.. with new AVATAR..!!

acha.. good..
kal lite aayay gii to mera naam lena.. phir aainda kabhi nahee jayay gee..!!
kharay kharay lite ki batti nikal jaye gee :cb:

kia huwa? daant may kuch phansa hai kia?

awww.. :huggy wuggy:
BTW 20K in posts in 3 months..!! holly heeeeehaaaaaaaa..!!

ab mera sab say best hai..!! :yoohoo: