Bachna ae Guppiyon.. CG aagaya.. with new AVATAR..!!

ooh ustaad ji.. :hugz: kaisay hain sarkaaraan.. :slight_smile:
me gud shud.. karam hai.. :slight_smile:
bus yaara.. kabhi idhar to kabhi udhar.. confused phirta rehta houn.. :bummer:

wapis aayi keh police bhejoun peechay..?
kuch chori to nahee huwa naa..!? :blinkblink:

is ko allergy hai.. koi gajjar de kar chala gaya tha kambakhat..! :grumpy:

:blush: hailaaa… may bhi to sundar laal ki tarha ateek sundar houn :blush:

aakhir mil hi gaya yaar.. kab say searchraha tha.. :stuck_out_tongue:
aur howdy partner..!

ooh kuriyaya..!! kaisee ho helow shello.. sab theek thaak hai..?

doorbeen hata keh dekhain… confused gadha lag rah ahai.. :hoonh:

yeh mela cute gadha hai.. agar paaal karna hai to apple ka square lay kar aao..! :stuck_out_tongue: