Fatima - - - - plz plz plz app urdu nahi bola karo , asa lag raha hota hai kay koie bungale insan urdu bolnay ke kooshish kar raha hai . . . . . or hai thanks yaaraaa ;)
KinOo - - - yaar chakas nahi - JHAKAS - or kinO khala jaan app ka boohat boohat shukreyah kay app nay meray pose ko pasand kara wesay aksar yaha log pasand nahi kartay :)magar phir bhi i do what i like 2 do nah ;)
Fatima - - - mind nahi karna itna pyara naam hai tumhara tu us naam ko tumnay begar kyun deyah hai , is nick say lagta hai abhi tum phatnay wali ho . . . or hai thoori lash pash urdu mara karo nah kay ILAMA-IQBAL ke roh ko pareshan karo tum . . . marhoom iqbal sahab bhi kia soochtay ho gay tumharay baray mai janat mai bethay howa tea hath mai lay kar aik he baat soochtay ho gay mai kithay phans geyah oyeee
Decent_chechoray - - - if u dont know then dafa door chal bhag yaha say , pata nahi kaha kaha say aajatay hai muu utha kay thread mai
lo abb angrazee Logo ke himat dekho kay woh bhi larnay or marnay kharay ho gaie . . . . mai tu sumjha tha kay thier hearts r same as like chicken , , , puck puck puck !!!
Saqi_the_angel = = = maray bhai janwar agar janwar nahi lagay gay tu phir kia lagay gay
fatima - - - - ← - - jo tumhara naam hai plz woh he use kara karo larki , is ko begar kar phatima jo rakha hai boohat galat rakha hai larki . . . . sorry u know who is Hazrat FATIMA(a.s) agar nahi pata tu plz ask ur mom n dad then sure u wont take this phatima name anymore . . . . . angraze logo mai rah rah kar apnay mazhab ko bhoolti jaa rahe ho larki or hai mari chooti pyari shazadi mai tumhara dil kabhi nahi tor sakta even kese insan ka dil nahi tor sakta kyun kay dil ALLAH nay appnay hatho say banayah hai tu bhala mujh jesa insan ke kia himat jo ALLAH ke banaie hoie is anmol cheez ko tor do GOD BLESS u my child
aray larnay ke is mai kia baat hai mari pyari bachi . . . . mujhay jo galat laga woh bus bola manay . . . . dekho mera naam janwar nahi hai ok , mera naam kuch or hai or manay appnay naam ko nahi begara . . . balkay nick change kar leyah . . . . magar appnay tu naam ko he kharab karnay ke kooshish ke hai . . . . khair mera kam tha sumjhana or tumhara kam hai us baat ko sumjho or amal karnay ka or agar nahi karo ge tu mera kia jata hai magar dont call ur self phatima . . . . . . . if u like so u can keep pink panther nick with u . . . . khair atleast i never call u up by that phatima nick . . . i alwaz use to call u fatima a sweet larki but but but but hmmmmm janay do warna phir larnay khari ho jaoo ge .