Bachna AaAa HaseenOo Lo mai aageyah !!

Re: Bachna AaAa HaseenOo Lo mai aageyah !!

Burnished_Stone - - - but u know nah my silly love naughty nice friend that how much i love u :slight_smile: app mujh say nafrat karo magar mera dil humheshah app ko pyar karta rahay ga :slight_smile:

Decent_Munda - - - aray bhai maray mai kis larki ko kuch pyar kay jhansay mai laa raha ho jo tum meray peechay hath moo dhoo kar par gaie ho :stuck_out_tongue: or by the way when im engaged :bash: mari mangani ho gaie or mujh ko pata he nahi chala hahahahahahahah abey manhos insan teray muu mai ras gulay ke plate kash ho jaie mari engagement kese say tu ill love u nah for this :kiss:

yourfriend - - - jii wesay maray kheyal mai Omer say insan bara or choota nahi hota , hota hai tu appni kirdar or appni self respect say or jaha tak seekhnay ke baat hai tu zindage mai app bhi kabhi ghaari neegha dal kar dekhay sach mai zindage ka falsafa sumhaj aajaie ga . . . kay hum insan duniya mai atay hai aik bar magar is zindage mai hum insan hazar bar martay hai jabkay aik bar marna hai magar phir bhi hum har bar martay hai phir say jeenay kay leyah yah nahi soochtay kay zindage jeenay ka naam hai nah kay pal pal marnay ka :slight_smile: wesay thanks kay appnay mari baato ko bardashat kara .

Muniya - - - baji agar app ke jhaga koie without shadi-shoda insan hota tu mai yaha aik song liekh deta or woh yah kay ( asay nah mujhay tum dekho seenay say laga loo ga , tum ko basa lo ga dil mai , tum say choora lo ga )

Enjoy :k: