Baba ji kehty hain...

Re: Baba ji kehty hain…

dictionary sirf jawab batati hy sawal nahi pochti.

ab :5:

Re: Baba ji kehty hain…

acha

Hum ne to dictionary mein kai sawal likhe dekhe

Aap ko pata nahi kiya bana

ab:5:

Re: Baba ji kehty hain…

acha

konsi dictionary.
or wesay is dictionary ka naam kia hy?

ab :5:

Re: Baba ji kehty hain…

jo hoti hai aam dictionary

naam mein kiya rakha hai
koi bhi utha k dekh lein

kai lafzon k maa’ni k baad
sawal likhe hote

ab:5:

Re: Baba ji kehty hain…

Mainy sawalon ki dictionary ka naam pocha hy, jo is waqt yahan mojood hy

ab :5:

Re: Baba ji kehty hain…

yahan to Hum hain ASif

ab:5:

Re: Baba ji kehty hain…

dictionaries ka naam Asif nahi hua karta

ab :5:

Re: Baba ji kehty hain…

ho sakta hai

jab ameen ul lughaat ho sakta hai,feroz ul lughaat ho sakta hai

to ASif ul lughaat kiyon nahi

ab:5:

Re: Baba ji kehty hain…

lo ji kr lo baat :hoonh: aik apny dil mein utarny pr laga howa hy or baki pura khandaan seri chahrnay pr :cb:

kis ne kaha ke naak nahi carhaty? u ko waise bhi mere cute naak se bhi prob hy :smiley:

Re: Baba ji kehty hain…

Yeh to jis ne kaha or jis ne share kiya, buhat ki ghalat kiya :rule:

Re: Baba ji kehty hain…

Sutty baz ul lughaat bhi hosakta hy :hehe:

ab :5:

jinhon ny achi baat nahi sunnani hoti wo naak charhty hai.

pakora naak sy bhala mujhy kia prob :hehe:

galat kyun hy?

Re: Baba ji kehty hain…

Haan

jab itna kuch ho sakta to

ASif ul lughaat kiyon nahi

ab:5:

Re: Baba ji kehty hain…


Restored attachments:

Re: Baba ji kehty hain...

Ghour se parho to pata chaly na :D

Yeh to woh baat ho gai ke "baat meri or tumhari ho or Asif bhai a kr tumhay kahy ke tum ne aisi kiya khata ki k LKK ne tumhay image forum mein aany hi nahi diya"

Re: Baba ji kehty hain…

Image forum main any na any sy mera dil kabhi nahi dukhy ga, i don’t care lakin ek waqt ki namaz chot jay to dukh hota hy kyunk mujhy aisa guman hota hy ky Allah pak mujh sy naraz hain.

yeh Image forum, Asif, Lkk kahan sy bech main agy? :5:

Re: Baba ji kehty hain…

yeh naam mainy apki lughat ky liya batay tha or apny accept krliya,

ab yeh ky chuti karo.:5:

Re: Baba ji kehty hain…


Restored attachments:

Re: Baba ji kehty hain…

Example di thi u ki and asif bhai ke including awesome LKK ki :smooth:

btw ‘free will’ naam ki bhi cheez hy. U ko school mein aik saal ka time diya hota hy ke final exam se pehlay preparation kr lo ab u ki marzi u karo ya na karo. To yeh kehna k kiya khata howi jo namaaz mein khara hony nahi diya is wrong. That is your free will k u ne namaaz parhna chahi ya nahi b’coz u ko final se pehlay tk ka time mila howa hy. Aisa excuse bana na ya sochna ghalat hy.

Re: Baba ji kehty hain…

apny example di hy school to main bhi is example ko thora aur extend krti hon agr students ko batay gya hy ky final exam ki preparation kr lo treeka btaya jata hy help ki jati hy or na pas hony ki surat main kia hoga btaya jata hy lakin itni instructions ky baad bhi agr koi student usy follow na kry to teacher us sy naraz na honga lakin yeh zaruri nahi ky teacher ki narazgi pr usy hard punishment di jay yeh bhi hosakta hy na ky teacher us sy baat hi na kary apni narazgi zahir krny ky liya.

Re: Baba ji kehty hain...

Yeh u ko achi tarha pata hy k teacher khoob janta hy k saal bad result aayga to khud hi uska faida ya nuqsaan hoga. Magar yeh kehna ke teacher ne apny saamny nahi aany diya to yeh teaching ke khilaaf hy.