Baal Ki Khaal

Re: Baal Ki Khaal

main tau hoon hee adha ganja sanu ki:snooty:

Re: Baal Ki Khaal

ganje haiN to kia huaa…guddi pe to baal hoNge hii? :smiley:

Re: Baal Ki Khaal

tau kia aab aap nay paranda dalna hai muNjhay?

Re: Baal Ki Khaal

paranda? :hmmm: did u mean parinda?

Re: Baal Ki Khaal

o nahen yaar... i mean paranda baloon wala paranda

Muje aur nahi pata, app bataye :hmmm:

Re: Baal Ki Khaal

Radd e Bala

Re: Baal Ki Khaal

Next word is nazar

Baal Ki Khaal

Nazreen?
Nazr e bad

Re: Baal Ki Khaal

Manzar, nazara.. aur bhi hain.. ek leader ka naam bhi hai :p

Wo kon :hmmm:

Re: Baal Ki Khaal

nazzargii, nazriya, nazar-andaaz, nazar-nawaaz, nazar, nazar-baaz, nazar-e-bad, nazariya, nazariyaatii etc

Baal Ki Khaal

Nazro niyaz

Re: Baal Ki Khaal

Be-nazeer :stuck_out_tongue:

waise nazar se Nazara aur manazira bhi bante hain

Re: Baal Ki Khaal

wo nazr (zaal wali hai)

Re: Baal Ki Khaal


yeh nzar dusraa hai...yeh nazar ZAAL se hai jab k ham log jis nazar kii baat kar rahe haiN vo ZUAAD se hai

Baal Ki Khaal

Acha acha :snooty:..

Re: Baal Ki Khaal

dusraa lafz do

Baal Ki Khaal

Next word Dil

Re: Baal Ki Khaal

buzdil..dilgeer, dilsitaaN, dilfigaar, dilaawar, dilrubaa, dil-pasand, dil-bahaar, dil-kash, dil-jooii, dil-lagii, dil-Khush