Baal Ki Khaal

Re: Baal Ki Khaal

Kaalim

Baal Ki Khaal

Kamal?

Re: Baal Ki Khaal

takallum, mutakallim, kaleem, mutakallimeen, mutakallimaan, etc

Re: Baal Ki Khaal


NO...aise koi alfaaz kalaam se nahiiN banaa

Achaa :bummer:

Konsi dictionary hai apke pas? :ASA:

Re: Baal Ki Khaal

O hao :snooty:

Hum dono nikamiyaan :smiley:

Re: Baal Ki Khaal

Main kuch zyada hi hoon.. :(

Re: Baal Ki Khaal


maiN ek chalte phirte dictionary ke saath rahtaa huN! :D

Re: Baal Ki Khaal

inkisaarii kii bhii koii intihaa nahiiN…to aap logoN ne kia finally decide kiyaa k kaun ziyaada nikammi hai? :smiley: aapke sasuraaliyoN ko is inkishaaf kaa ilm honaa chaahiye! :cb:

Re: Baal Ki Khaal

:hoonh:

I know :snooty:


maiN ek chalte phirte dictionary ke saath rahtaa huN! :D
[/QUOTE]

Wo konsi? :p

Unko pata Nahi chale ga :fatee:

Re: Baal Ki Khaal


naam bataauuNgaa to log peechhe paR jaayeNge mere k kaun hai! :D


naam bataauuNgaa to log peechhe paR jaayeNge mere k kaun hai! :D
[/QUOTE]

Bata den hum kuch Nahi kahen ge :p

Re: Baal Ki Khaal


bataa duuN? sachchii tum kuchh nahiiN kahogii? :D


bataa duuN? sachchii tum kuchh nahiiN kahogii? :D
[/QUOTE]

Nahi kuch Nahi kahoo gi, bata den :p

Re: Baal Ki Khaal


uska naam shuruu hotaa hai letter...[bataa duuN?]