B-Jamaloooo bolay to ?

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

na karo khotayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy :mad: use samjhane ki koshish karo :hoonh:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

chalo teek hay me happy.. damn him .. and woh khud hoga B-Jamaloooo :snooty:

now u tell me how is ur wify and kids?

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

hahahhahaha woh thek thak hain bachay tumhen bahut yad kar rahe hain keh rahe hain aunty se shopping karwani hai :smiley:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

woh log mujay shopping ki waja say yaad kar rahay hay :hoonh:
toba toba means world.. :smack:
acha tumhari biwi gulbibi kaysee hay.. did she gain some weight?
goshhh bohat hee zeeyada patlee hay woh :frowning:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

are nahin bhei paltee kahan moti hai bahut main us ke peeche chalta hon to nazer hi nahin ata :bummer: kya karen bache keh rahe the aunty kab aingi maine kaha bahut jald :stuck_out_tongue:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

aray bahi sahab kaysay batay kartee ho.. ab to namkhuda itnay sahat mand hogayay ho kay kia batao..
acha bachoo ko kahoo.. aunty inshallah apnay meeya bachaoo kay sath bohat jald ayay gee :slight_smile:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

----cvabn---------
gulbibi DM ki biwi hai, :eek: , mera Clint Eastwood chokidaar,:eek: , “baihosh ho ker giring” ,

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

akele ana samjhi tum main tumhare itni bari paltan nahin sanbhalonga mere bache kam hain jo apne bhi saath laogi :hoonh:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

haan yaar wahee.. jo humari shadi may help karnay ayee teee :blush:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

Hamari jori dekh kar duniya jalti marti hai :snooty:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

Allah toba toba .. hum tumharay ghar tori arahay hay.. hum to hotal may rahay gay :snooty: kio rainu hotal hee jayay gay na .. :smiley:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

haan jalay kaysay nahi..
ak biwi baychari itnee patlee kay lagtee hay jaysay marnay walee ho.. aur meeya sahab mashallah say itna mota kay lagta hay yah din rat bas kana hee kata hay :smack:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

rainu ko nahin lana iski harkaten sahi nahin hain :stuck_out_tongue: yahan fuzool main kisi aunty se mar kha lay ga

shuker tumne yeh keh diya :stuck_out_tongue:

u peps carry on mughe thora kam hai Brb
tc Allah Hafiz

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

acha baba me also going now i have a class..
rainu take care and Allah hafiz
and DM kaha suna maf :slight_smile: :wave:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

------cvabn----------
Haan woh to theek hai, :rolleyes: Lekin mai abhi tak gulbibi kay shock mai houn, aur woh clint Eastwood chokidaar humari cycle ‘lay’ ker bhaga tha,:eek: :hoon:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

----cvabm-----
OoYeeee, aur woh kaam :frusty2:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

^ konsa kam :konfused:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

^:wave:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

^ :wave:

Re: B-Jamaloooo bolay to ?

arent luddies those sticks u do luddie dance with at weddings..?? :confused: (u know when u dance around in a circle and hit each others dandhi sticks and turn and stuff) :bhangra: its fun..attia tum try karna…bein kaam pe lau gi luddie sticks…:smiley: bas customers ko na bhaga dena :wink: