Re: Ayyob park Rawal Pindi
main apni friends kay sath JINAH park may cenepax main KHUDA kay liay daikhnay janay walay thi,aur lunch bhi wahin karna tha magar yeh news sun ker dil itna kharab huwa kay nahi gay,ab to samajh nahi ata banda kahan jay kahan na jay ALLAH sub ki hifazat karay AMEEN.