bajo i think i pmed u :halo:
aayein jaldi naaaaaaaaaaaa
ayman
November 9, 2003, 2:00am
943
*Originally posted by Daagh: *
haan abhi aa jao first train will be at 5 ish i guess so jaldi jaldi tayar ho jaao :Pretty :
haan itna intelligent idea hai aapka…aap bachpan se smart ho ya humari saath ka asar hai ?? : p
aap yaqeen kare kabhi kuch nahi kahooga na : (
aap neh kaha tha keh mujhe tayar honay ki zaroorat nahi … aap mujhe sub kuch le dayn geh naya … dekha na aap badal rahay hayn …
paida hee ishmart hui thi… :roman: … aap zyada khush na hoyn …
pata nahi …
ayman
November 9, 2003, 2:01am
945
aab yeh ansoo kyun dikha rahay ho…
ullujii
November 9, 2003, 2:02am
946
*Originally posted by ayman: *
uss waqt pani tha… aab khatam hogiya hai… duuuuuurrr aik well hai wahan se barh kar lati hoon pani : D … so mayn neh socha isi tarah saaf kar doon bailan… abhi bhi thori aur safai ki zaroorat hai… aap mind mut karna :ba ilan: … :he he: …
haan ji aapka hathora perfect working order mayn hai… waysay aik office mayn hothoray ki bala kya zaroorat : p…
mayn apna uska… sub ka khayal aik saath rukh sakti hoon :snoo ty: …
vailay loug hee office mayn hotay hayn… :h alo: …
ghareeb loog Hamsay say pani nahin lay saktay :halo:
ps: ager aqal hoti tu bager pani k be saaf keya jaa sakta tha kapray say
ps2: oh thank you for info
ps3: vaillay loog ghar main hotay hain office main nahin
Daagh
November 9, 2003, 2:02am
947
*Originally posted by ayman: *
aap neh kaha tha keh mujhe tayar honay ki zaroorat nahi … aap mujhe sub kuch le dayn geh naya :teary1 :… dekha na aap badal rahay hayn :crying : …
paida hee ishmart hui thi… :roman: … aap zyada khush na hoyn …
pata nahi :teary2 : …
well ab itne dooor se aaoge to tayar to hokar aaoge na…baaki aur cheeze to hum aapko yaha se le dege na…but abhi to ghar se kuch to lana hi padhega na…like a coat…otherwise thand mein icecream ban jaage
achcha kaafi confidence hai smartness ka
ayman
November 9, 2003, 2:08am
951
*Originally posted by ullujii: *
ghareeb loog Hamsay say pani nahin lay saktay :halo :
ps: ager aqal hoti tu bager pani k be saaf keya jaa sakta tha kapray say :rotfl :
ps2: :smash : oh thank you for info : D
ps3: vaillay loog ghar main hotay hain office main nahin :hoonh :
…
ji bohot zyada ghareeb… apko pani offer karni chahiyeh …
aqal se hee toh kaam liya na :-p… aik toh bailan safa kii aur oper se pitaye :halo: … …
ur welkum… aab smash karna bund karayn …
vailay loug hur kahin hotay hayn :D…
ullujii
November 9, 2003, 2:09am
952
^^ dewana bhai ap bata qu nahin daytay k ap ke muj say keya dushmani hai jo ap mere kise baat ka jawab nahin daytay kabi be :(
ayman
November 9, 2003, 2:09am
953
lekin dikha kis ko rahay ho …
ayman
November 9, 2003, 2:11am
954
*Originally posted by Daagh: *
well ab itne dooor se aaoge to tayar to hokar aaoge na…baaki aur cheeze to hum aapko yaha se le dege na…but abhi to ghar se kuch to lana hi padhega na…like a coat…otherwise thand mein icecream ban jaage :rolleyes :
achcha kaafi confidence hai smartness ka : p
…
i like the thund… … haan i’ll bring my jacket … and my teddy… … baqi cheezain aap le dena …
nahi ji :halo: …
aysi to koi baat nahin ullu bhai …
ullujii
November 9, 2003, 2:12am
957
*Originally posted by ayman: *
…
ji bohot zyada ghareeb… apko pani offer karni chahiyeh :bail an: …
aqal se hee toh kaam liya na :-p… aik toh bailan safa kii aur oper se pitaye :ha lo: … :h ehe: …
ur welkum… aab smash karna bund karayn :ba ilan: …
vailay loug hur kahin hotay hayn :D…
acha tu phir meray ghar Aa jaoo mera ghar Dariya k kinnaray par hai
ps: Mashallah ya ap nay aqal say kaam lay kar balian saaf keya hai ?:halo: tu phir aqal na hoti tab ap keay karti
ps:2 qu balian challna band karoo main hatora band kar don ga
ps3: vallay loog GHAR main hotay hain
ayman
November 9, 2003, 2:16am
959
*Originally posted by ullujii: *
acha tu phir meray ghar Aa jaoo mera ghar Dariya k kinnaray par hai :hula :
ps: Mashallah ya ap nay aqal say kaam lay kar balian saaf keya hai ?:halo : tu phir aqal na hoti tab ap keay karti :hoonh :
ps:2 qu balian challna band karoo main hatora band kar don ga :smokin :
ps3: vallay loog GHAR main hotay hain
LOLZZZZZZZ … nahi aap apna pani yahan behj dayn :halo: …
Allah ka lakh lakh shukar hai keh aqal hai… isi liyeh i dont need 2 cross the non-aqal bridge… :halo: … waysay aap kya kartay hayn… cing keh aap mayn kuch aqal ki thori si kami hai :halo:…
acha lagta hai aapkeh hathoray r waving a white flag… mujhe apki haar manzoor hai … meri bailans neh taras kha liya hai …
vailay loug hur kahin hotay hayn :p…
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
hmmm :)
[/QUOTE]
kya haal hayn :p?