Ayeh Ahle Watan!!!

Re: Ayeh Ahle Watan!!!

haan na bhai… pichlay chaar maah say teesra session raat saarhay giara say saarhay ek ka jhail rahay hain… janay kab badlay ga hamara waqt :snooty:

Re: Ayeh Ahle Watan!!!

jab aap saaRhe ek to DeRh kehna shrro karenge :cb:

Re: Ayeh Ahle Watan!!!

haye… kash itna he aasan hota sahab… par baqol e sha ir..

boht mushkil hay dunya ka sanwarna
teri zulfoo’n ka paich o kham nahi hay.. :bummer:

Re: Ayeh Ahle Watan!!!

shayar ne shayad gunghriyale balon wali Angileen Malik ko nahin dekha ye shair likhte huwe

Re: Ayeh Ahle Watan!!!

in bibi ko to hum nay bhi nahi dekh rakha tha aaj say qabl… waqai khasi paycheeda zulfain pai hain inhon nay… :biggthumb: