Re: Ayashi karney ke musalmani tareeqey !
app ka jawwab bilkul waisa he hay jaisa Aam logooN ka hota hay
mainy isee ley AHL_E_HAQ ka kaha tha
jub hum zakaat nikaltay hain yaqenan main hum yeh nahi soochtay hamrae is raqam say agla kia keray ga nachay ga sharab peeye ga kia keray ga ..app jaan bhi nahi saktay k ilm-e-muheet to Allah k pass hay
mainy kaha tha app ki kamaaye halal hay ..Allah zaya nahi fermaain gay
khair…