Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
Kio kiya kuch ziyada keh diya
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
Kio kiya kuch ziyada keh diya
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
koi guess nahi bus essai hi tukka maar raha hoo :D
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
khair....so tell me kal chuttee hai.....any special plans
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
nahiiiiiiii bus kuch kaam pura kerna hai woh keroo ga aur kiya
merai liye chuttee ka matlab ghar per kaam waarna office mai ![]()
tum sunaoo tumhara kiya program hai
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
main kul naana key haan chalee jaaongee...phir sey ...........magar shaam main........
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
mai bhi soch raha hoo kahi jaoo subha decide keroo ga
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
like where...........
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
kuch cheezai laini hai ghar ka samaan khatum ho gaya hai
soch raha hoo ajj lai hi loo
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
ahan.......so u will go shopping............i so love shopping...............
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
mai woh wali shopping ki baat nahi ker raha
chai ki patti, coffee wali shopping ki baat ker raha hoo
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
ahan...magar uss shopping main bhi mazaa aata hai....mom n dad shopping kertay hain...& me n my siblings bus aisey hee ghoomtay hai............
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
shopping center bhi koi ghomnai ki jagha hai
jana hi hai to kahi park ya kissi achi si jagha per jaoo
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
:)
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
Casper..![]()
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
heehee........time pass key liyey woh bhi ok hai..........
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
haan theek hai mujhai bhi laina aik cheez hoti hai 2 hour guzaar ker aata hoo
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
…magar yey to larkiyon ka kaam hota hai…time waste kerna shopping main…
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
^hummara kiya kaam hai hummain bi to battaiye:barbie: …
Re: Awaaz Dai Kaha HaiN
ghar aa ker bore honai ya kaam kernai sai to behter hai k bunda kuch dair tazee tazee huwa khaye