Re: Coffee Break with All Views - November 2012
hahaha…is meN ab meraa kia qusoor hai?..maiN apnii daqiyaanoosii baatoN se hazaar_haa baaar koshish kar chukaa huN aur kar bhii rahaa huN aur inshaa Allah kartaa bhii rahuuNgaa yeh jataane ke liye k “bhaii, [NOT bhaaaaaiiiiiii! :p] maiN bachchoN ke aage puraanaa hii lagtaa huN…anTshanT [ancient] advaar kaa banda!” ![]()