Re: Coffee Break with All Views - November 2012
kiuN Daraaying bhai? umariyaa guzrii jaaye!
vaise, Allah jab detaa hai to chhappaR phaaR ke detaa hai aur is par mujhe bahot yaqeen hai aur inshaa Allah dekhnaa mujhe ek saath 4 biwiyaaN Allah 'ataa farmaayegaa…sabr kaa phal meeThaa hotaa hai!
![]()