Autograph Please

*TLK, Shikra bohat chalaak banda hai, ye har jummay, jummay ki namaz kay baad jab log safaid chaadar lay kar phirte hain masjid mai, chanda collect karnay kay liye, to ye do dollar andar daltay waqt, do dollar to andar daal deta hai safaid chaadir kay, magar saath hi 20 dollar ka note bhi bahir nikaal leta hai. Suwaal hi paida ho kay koi dekhay ! itni hunar mandi hai Shikra kay hathoN mai + Safayi! Apna desi copperfield hai ye.

Ab khud andaza laga lo :D
*