Re: aurtoon ka pait
Yeah u really are a loser.
Re: aurtoon ka pait
Yeah u really are a loser.
Re: aurtoon ka pait
agar uss ka pait kam nahi hota tou uss ke dosrey uses dhondo, jesey ke takkiya?
tapdi dupair wich
sir apna waar uday pait wich
soo ja bachey warga angootha mu wich
tera faida uday waday pait wich
Tu ho ga na hony wala bacha pregnancy test kerwao:chai:
^
at some replies
Hirsutism
engagment say pahlay aap ko malomm nahiN tha yeh sab ? have’nt you seen her before ?
and it’s so silly of your friends to make fun of her , what kind of lossers they are and what kind of loser you are who is letting them make fun of her ? eik dosray ki bivion par "comment " karna is such a bayhooda harkat ![]()
mainey bhi koshish ki hai apna tidd kam karnay ki magar abb meri umr ki wajah say nahee hota. mainey abhi upr reply may kaha kay meri umr chali gayee smart lagnay ki magar meri bv abhi young hai aur uska poora haqq hai kay woh apna khayal rakhay. mai bhi chahun ga meri bv smart lagay takay mai doosri ki bv ko na daikhun.
meray frens meray jiggr kay tukray hain. bachpan say saath rahay hain. mai unn ki bv par comment kar dayta hun kabhi kabhi tou woh kabhi meri mangayter par. baray bahi ki tarha hain woh. bura mannay ki koee baat nahee.
and yes I am a man :) aap fikr na karein.
Theek hai, maan leti hoon ke aapka kam nahin ho sakta. Fine. Lekin mein aapko aik aur baat samjhani ki koshish kar rahi hoon. Jitna aap chaheingey ke apki biwi fit aur slim lagey, utna hi apki biwi ki khwuaish hogi ke aap bhi aisa hueen.
Dusri baat yeh hai, ke i feel sorry for your fiance ke unko aap jaisa shakhs milla. Jo apni honay wali biwi ke baray mein aisa ghattiya baatain sun sakta hai aur uper se apne 'jigr kay tukron' ki biwiyon pe bhi aisi hi badtameezi karta hai. Apko koi respect nahin hai apni biwi ke liye, let alone for any woman.
And that's NOT what i call a man.
PS: 2/3 months mein nahin hoga kam, so live with it. Loser.
Re: aurtoon ka pait
Hir Sahab aap ka pait ya tind kioon kum naheen ho ga?
Aap ki age kaisay nikal gai? Sub kuch ho sakta hai koi karna chahay to. Na karnay to kuch naheen ho sakta. Aisay hi logon kay liaay mahawra bana hai "Naach ka mun naheen to angun terha".
Kia uski khuwahish naheen hai kay aap bhi smart lagain. Shayad aap ko maloom naheen smart lagnay kay liaay koi umr naheen hoti.
Re: aurtoon ka pait
Jis tarha aap aik baray pait wali say shadi kar kay himmat ka muzahira kar rahain hain ussi tarha wo bhi tind walay admi say shadi kar kay himmat ka muzahira kar rahi hai. Baat barabar howi to phir farmaishon ka kia sawal.
Main agar aap ki mangaitar ki jagah hota to kahta kay tum bhi shadi say pehlay apna tind shahi karo. I saw tind can be replaced by putting hairs in an operation which very simple.
Kia uski sahailiaan bhi mazaq urateen hain aap ki tind ka?
2 ya 3 month main pait kum naheen hota bohat time lugta hai. Shadi kay baad aap ussay encourage kar saktay hain aur khud bhi smart lugnay ki koshish kar saktay hain.
Re: aurtoon ka pait
uss bechari ka tidd to kum ho jy ga lakin ek do saal main aap ki ganj bh i ho jy g phir to aap tidd kah sath sath uncle lagain gah
apna tid theek karain to age kum lagy uss ko bhi khushi ho kah baby sy nahin shadi ki jawan sy ki hai
app kah dostoon ko aap nazar nahin aty kia jo aap ki fiancee ki bat karty hain,,aj dostoon ko managiter kah tidd ka mazak urany ki ijazat di hai dekhna kal ko wo kuch or he mazaq nah bana lain
bether hai aap apny be lagam dostooon ko lagam dalain
Re: aurtoon ka pait
You are 34!!!!
Is this the best judgment you can pass for your fiance? It looks like you will marry her for your convince (household work and food prep)... otherwise you would have LOVED THE ENTIRE HER - including the part that's bugging you. she is sooo much younger than you unkil ji! aisa kyu?
Re: aurtoon ka pait
ary ek bat to main batna bhool gai tiid or pait kum ho sakty rozana 2 miles walk karo
mera bhi thora sa tummy mota uwa tha baby kah bad to main ny walk ki almost 4 to 5 miles daily only 1 month tummy theek ho gaia aap bhi karo
lakin mangiter walk kary aap run karo
ek dog lah lo rooz kuta managaitor kah drao kuty sy , wo dar kar bhagy g aap bechari ko bachany peechy bhagain gain
huwa na wazan kum tidd bhi
Re: aurtoon ka pait
lol