mainey bhi koshish ki hai apna tidd kam karnay ki magar abb meri umr ki wajah say nahee hota. mainey abhi upr reply may kaha kay meri umr chali gayee smart lagnay ki magar meri bv abhi young hai aur uska poora haqq hai kay woh apna khayal rakhay. mai bhi chahun ga meri bv smart lagay takay mai doosri ki bv ko na daikhun.
meray frens meray jiggr kay tukray hain. bachpan say saath rahay hain. mai unn ki bv par comment kar dayta hun kabhi kabhi tou woh kabhi meri mangayter par. baray bahi ki tarha hain woh. bura mannay ki koee baat nahee.
and yes I am a man
aap fikr na karein.
haan we got engaged last month and in next 2/3 months may shadi hai. aap nay sahee kaha mera tidd nahee kam honay wala abb. ye hi baat mai sab ko keh raha hun yahaan par.
waisey mainey apni mangaiter ko iss website kay baray may bataya hai. I told her to sign up on her own and ask questions, uss baychari kay paas 2/3 maheenay hai patla honay may. 2/3 maheenay may pait kam ho jaye ga kya???