aurtoon ka pait

Re: aurtoon ka pait

itnay saaray lougun kay jawaab,, sabb ka shukriya parhnay ka meray topic ko :)

koshish karta hun baari baari jawaab dayni ki,

@ Fairywings85 = pilates kya hota hai? mainey is ka naam kabhi nahee suna. please tell me vat is this?

@ CoCO = naam aap ka kaafi ajeeb hai. is say mujhay chocolate yaad aagayee. You said mujhay apni fiance kay pait par aetraaz hai,, bilkul hai. mai 34 saal ka aadmi hun,, meri smart lagnay ki umr chali gayee hai,, meri mangayter abhi 24 ki hai,, uska pait acha nahee lagta. usko larki lagna chahyeh, aurat nahee.