Auraaq-E-Gul Pai Shabnami Qat^ray PaRha Karo

Sad kyun.. :hugz: Allah ka shukar hai ab tou Gul theek hai, kal ghar b aa jaye gii.. phir main tumhari uss se shikayatein lagaun gi… kitna maza aaye ga na :yahoo:

P.S: Bohat khoob Koyal.. :k: