Auntie Sandleen

Re: Auntie Sandleen

lol at Sussan....

Re: Auntie Sandleen

tumhay auntie aur khala keh kay :hehe:

Re: Auntie Sandleen

achaa kah ke dekhoo mei moun toor don ge .

Re: Auntie Sandleen

^ :eek:

ab asli roop nazar aya na :dixsi:

bach kay rehna paray ga mujhay … kahaeeN zaya hi na ho jaoN :hehe:

Re: Auntie Sandleen

han na be careful i m dangerous :devil:

Re: Auntie Sandleen

aray hum mard haiN … aisi geedar bhapkioN maiN nahi aatay :snooty:

aur wasey bhi jisay allah rakhay ussay kon chakkhay :mocking:

Re: Auntie Sandleen

I’ll call u moti khala :smiley:

Sussan : bari jaldi roop badal k agai :wink:

Re: Auntie Sandleen

Aray bhai log in say bacho yeh to petrol layjanay wala truck hain :smiley:

Re: Auntie Sandleen

ohoooo mard unkil mard unkil apka lolly pop gir gaya yeh lo :smiley:

Re: Auntie Sandleen

shhhhhhhhhhhhhhsssss abhee mard unkil k feeder ka time hay

Re: Auntie Sandleen

ohhhhhhhhhhh mard unkil ki feeder main choosni nahin hai :smiley:

Re: Auntie Sandleen

jao bhaag kar choosni layaao warna abhee phir ronay lagayga:)

Re: Auntie Sandleen

konsi wali laon Shield ki yah Kidco ki :konfused:

Re: Auntie Sandleen

aray yaar is ki liyay to teen k lay aa baar baar apnay daantoon say choosni phaarrr dayta hay

Re: Auntie Sandleen

D^M & P^K -------> :rotfl:

yaro bohat haNs raho hooN :smiley:

Re: Auntie Sandleen

:rolleyes: flooders

Re: Auntie Sandleen

ahm ahm itna na hanso mughe dar lag raha hai :frowning: PK, imranq ko pamper pehnaya tha yah nahin ???:expressionless:

sandy haan main bhi inhen yahi keh raha hon not to flood :stuck_out_tongue:

Re: Auntie Sandleen

^ why don't u go to sleep and ask sussan to flood with us :p

Re: Auntie Sandleen

nai sussan is not in mood of flooding either ...:o

DM yeh yeh ...

Re: Auntie Sandleen

sandy hum aik game khelte hain tum apni 50% post mughe do aur main apni 50% tumhen deta hon jis ki ziyada howi woh jeet gaya :smiley: