**
hahaha…saHeeH farmaayaa aap ne…dekho k aag lag gaii hai apne hii ghar ke charaaGh se
aap apnii aawaaz kaa jaadoo kab jagaa rahii haiN…ham muntazir-e-siHr haiN :)**
waah Dard bhai, waah! zabardast…sun ke mazaa aa gayaa
thankoo
ab iskaa jawaab iA aapko moHtaramah Goodnews** saaHiba deNgi **![]()