Re: Attn Dubai guppies
aap log decide karo aur mujhay batao.. mainmehmaan hoon ![]()
Re: Attn Dubai guppies
aap log decide karo aur mujhay batao.. mainmehmaan hoon ![]()
Re: Attn Dubai guppies
Main khud idher naie aaiye hoon :)
Re: Attn Dubai guppies
MAL1K kidar hay
… kisi ko Mal1k Ki koi khabar???
Re: Attn Dubai guppies
Mera kiyal hai ke aakhir main ham dono hi hon gay
![]()
Re: Attn Dubai guppies
lag to yehi raha hay ![]()
bachoon ka kya karna hay ![]()
Re: Attn Dubai guppies
mera to aik hi hai.. aap ke kitnay hain?
Re: Attn Dubai guppies
agar bachay sambhalnay hain to main nahin aa rahi ![]()
apna nahin sambhala jata ![]()
Re: Attn Dubai guppies
abhi meri shadi bhi nahi hui aap bachay kahan say sar pay daal rahi ho meray ![]()
Re: Attn Dubai guppies
acha waisay... aap kis din aa sakti ho ? aur kis time? aur kahan ?
Re: Attn Dubai guppies
apnay husband se pooch ke bataoon gi ![]()
Re: Attn Dubai guppies
meri pitai na karwa dena baki sab khair hay ![]()
Re: Attn Dubai guppies
who's here from dubai? :s
Re: Attn Dubai guppies
hum sab hain na ![]()
Re: Attn Dubai guppies
kaun sab? :S
Re: Attn Dubai guppies
pehlay yeh batao aap dubai main ho ![]()
Re: Attn Dubai guppies
jeee haan.. mein main hoon ..
edit:
jeee haan.. mein dubai* main hoon ..
Re: Attn Dubai guppies
oh bakri main main kya kar rahi ho…
bach kay raho eid arahi hay ![]()
waisay filhaal sadaf khala…sheyn .. me… are here in dubai