Attn Dubai guppies

Re: Attn Dubai guppies

itz on a stammppped yarr u can't see clearly

Re: Attn Dubai guppies

aray kahan ho sub log main yaha Burj Al Arab main wait kar raha hoon

Jaldi Jaldi aa jaoo, ful table reserve hay paklinks guppies k liye...

Aao to call kar layna,
I m going to Karachi tomorrow morning will be back on Tuesday
Phir miltay hain...

Re: Attn Dubai guppies

^ tusi ja rahay ho :(

Re: Attn Dubai guppies

kiya karain janab kaam bhi to karna hay...
aur waisay bhi tumhain to pata hay kuch important kaam bhi nimtana hay...

Re: Attn Dubai guppies

^^ :hmmm:

Re: Attn Dubai guppies

Oye hoye!!!
Is this meeting ever going to happen???
koi aa raha hai, koi ja raha hai. Dubai na ho gaya lari adda ho gaya :hoonh:

Re: Attn Dubai guppies

:whistling

Re: Attn Dubai guppies

Acha jee i just called Mal1k and he says 4 banday already ready.. ab meray banday jo idhar hain mujhay apnay numbers do auran fauran shabaash.

Re: Attn Dubai guppies

date? time?

Re: Attn Dubai guppies

aap batao kabhi asaktay ho

Re: Attn Dubai guppies

jagooooooo jagoooooo

Re: Attn Dubai guppies

yaar set kar ke batao na, take’h main approval loon :bummer:
:stuck_out_tongue:

Re: Attn Dubai guppies

app log ajj ki hi sadi me hi decide kar looo...warna agali sadi mein tu app log ka milna namumkin hai

Re: Attn Dubai guppies

^^ aap nay ana hay :hmmm:

Re: Attn Dubai guppies

aap bas janay walay bano.. date bhi hum set kar lain gay :yahoo:

Re: Attn Dubai guppies

main akela jab gaya na phir mujhay kuch na kehna :snooty:

Re: Attn Dubai guppies

when is this date going to be finalized???:smack:

Re: Attn Dubai guppies

jab tak yet meet nahi ho gi mujhay chain nahi ayega :bailan:

Re: Attn Dubai guppies

yeh honaa bhee naheen hay..:bailan:

Re: Attn Dubai guppies

ho kay rahay gay.. beshak maina akela hi kyun na jaon .. meet ho kay rahay gi :bailan: