Re: Attention all Karachites and NRPs in Karachi
SPECIAL PM FROM PRECIOUS KHAN FOR JANWAAR
Aap ko muttala kia jata hai Hay kay baroz e itwar gupshup milan party ka ahtamaam ki gia hai jis main aap jaisay shareef ka dakhla mamnoo hai to bahtar hoga kay aap ussi pinjray main rahain jahan aap qiaam pazeer hain.
Na aa kar shukria ka mauqa dain.
Aap kay pinjray main daal roti faraham kar dia jaay ga.
Na mutmunni e shirkat
PRECIOUS KHAN