Re: ATIF ASLAM’s KUCH ISS TARHA
^ iss haadsay ko to kaafi arsaa ho chukaa hai… tab to hum bachay thy ![]()
waisy ghalib ka talent konsay akhbaar main chapta hai… urdu akhbaar main to bari khofnaak khabrain chapti hain… kaya arabi main translate kar kay chaaptay hain aap kay haan?