**Paisa hu tu her kam asan hu jata hai, Niyat tu wanran kitny laug kerty hain aur ja nahi sakty:(
waisy baad main agar peer banna hu ya Ftawas deney ke qabil hona hu tu Hajj lazmi hy for all singers:D You know phi rkahin gey bas Khwab main Huzur ki ziyarat hoi aur main ny gana chor diya:hehe:
Tum bhi na gao ab
Wasy naat buhat achi perh raha hai:k:
qudarti original andaz hy now patta nhi kion Junaid Jamshed ka naat ka andaz mujhy qudarti sa nahi lagta acting kerta howa mehsoos hota hai:hmmm:**