ATA...........grrrrr.......

Re: ATA…grrrrr…

:cb:

arey…i was staying @ naani’s for 3 dayz…:cb:…don u jus love staying @ naanis’ place…its fun…

Re: ATA…grrrrr…

Oh… and I thought Nanoo is living in Al-Khobar :s

so you went to Jeddah by air ? :s

Re: ATA…grrrrr…

^-- did nt she told u earleir that her nano live in Al-Khobar ? :rolleyes:

Re: ATA…grrrrr…

:omg:@ ATA & dada abba…kumseykum nicks ka avatar he change ker liya hoota…:cb:
haaiii:hayaa:…aaj kul logoon ko her baat sikhaanee pertee hai…:hehe:

Re: ATA…grrrrr…

Koi aur kaam nai hay aap ko ? :rolleyes:
aajatay hain … jayayyay Allah Allah karain, waqt qareeb hay aap ka :hoonh:

yeah yeah she told, but what do I do if I forget ? :snooty:

Re: ATA…grrrrr…

why should I change ? I was here before him came, and it is my right to chose first… :snooty:
tell him to get some other jacket, this one belongs to me only :hoonh: :snooty:

Re: ATA…grrrrr…

:emmy:…mazaakh main bhi aisee batain naheen kernee chaahiyain…:emmy:

hai allah…yey right n not fair to kehnaa hum larkiyonn ka kaam hai…:cb:not larkoon ka…:hehe:

:omg:wht if i steal it…then kya hoogaa…:emmy:

Re: ATA…grrrrr…

hain bohat say kaam, q karnay hain kia sath mil kar? :rolleyes:
jao baba rasta napo apna, fazool main dimagh nai kharab karo :hoonh:

and konsa waqt qareeb hay ? :blush: unn say milnay ka waqt to hamesha hi qareeb rehta hay, itna qareeb k jitna aankh say ansoo qareeb hotay hain :blush: jalo nai aap …

to not to forget, BADAAM khao tay jaan banao :sadiyah:

Re: ATA…grrrrr…

you must change cuz ab yeh ma-badolat ki hay :smokin2:

nai karni to na karo, sanu ko ki … aap ka koi naam thori likha hay, rastay main pari thi ham nay pehan li, itna hi fikar hay to copy right likhwaana tha na :hoonh:

Re: ATA…grrrrr…

aap akailay hi karain aisay kaam, main shareef bacha hoon :snooy:

konsa rasta napooN? :s rasta hay koi Umro Ayyar ki Zambeel thori hay jo naapta jaoon aur khatam hi na ho ? :s

dimagh ? :s kisska aapka ? :hehe:

main nay jaan dainay ki baat ki thi, ussi waqt ki, jaan lainay ki nai :s

aur yeh haray daddoo ki tarah uchal q rahay hain ? :s

Re: ATA…grrrrr…

:hehe:oh my my…how can u talk to ur own…:cb:

Re: ATA…grrrrr…

talk ehh!!! no way, main to bohat hee acha bacha hoon :mash:
and wo budday baba :cb:

Re: ATA…grrrrr…

:cb:…beychaaray buddhay baaba ko kuch na kahain…:smilestar:…mainey aapsey pehley unsey baat kee thee…aur phir buzurgon sey achay sey paish aana chaahiyay…:smilestar:…iska matlub unkee no buraai meyrey saamnay…:barbie:

Re: ATA…grrrrr…

wa wa bari hamdardi hogai unn say :hoonh: kuch aisay hi ham say bhi keh dain :snooty:

buzurgon ko khud bhi to achay say paish aana chahyay, khud un ko daikhain kia kiaa keh rahay hain mujhay :teary1: … aur abb aap nay bhi itta maara mujhay, itna dard hira hay :frowning:

yeh sab dada abba ki wajah say howa hay :hoonh:

Re: ATA…grrrrr…

Your Intakhaabi Nishaan Should Be Chai:D:D:D

Re: ATA…grrrrr…

wa wa bari hamdardi hogai unn say :hoonh: kuch aisay hi ham say bhi keh dain :snooty:

buzurgon ko khud bhi to achay say paish aana chahyay, khud un ko daikhain kia kiaa keh rahay hain mujhay :teary1: … aur abb aap nay bhi itta maara mujhay, itna dard hira hay :frowning:

yeh sab dada abba ki wajah say howa hay :hoonh:

Re: ATA…grrrrr…

aap kehnay laainq hoongay to kahoonge na…:hehe:main sirf aaj kul kay buzurgoon sey humdardee kertee hoon…nawjawaanon sey naheen…subkey sub nalaiq hootay hain…:barbie:

buzurg chahay jaisey bhi kehain…aapko to achay sey paich aana chahiyay tha na…ab daiknain kaheen woh naraaz na hoo gaye hoo…
hai allah…meyree maar sey koe dard naheen hootee…itnay aaraam sey too maara tha…

haan haan …doosroon ko blame kerna too aaj key logoon ke aadat see hoo gayee hai…:barbie:

**aap rooza hain…issleyey :smilestar: ka isstemaal naheen kiya mainey…:hehe:

**

Re: ATA…grrrrr…

hyy mujh say to ziada lucky to aaj kay budhay hain, at least unn ko aap jaisi piari larki ki hamdardi to mili :frowning:

ji nai wo bilkul kharaab walay buzurg hain, main bohat achi jaanta hoon unn ko, agar kahain to kisi din agwaa kar k aap kay ghar lay ayoon :hehe: phir khud hi daikh laina k kon acha hay… :-p

doosrooN ko blame thori dia, khud ko hi dia :blush:

Re: ATA…grrrrr…

don u worry…jub aap budhay hoo jayengey…aapko meyree humdardi mill jayeegee…:hehe:

:cb:hai allah…na baba na…aisee gustaakhi naheen karayga…buzurg hoon ya naheen…meyreey ghar naheen layegaa…mujhay abbu jaan sey daant thooreee khaani hai…:cb:

Re: ATA…grrrrr…

Sara chanda zara ghor karo na, jab main budha hojaoonga to aap bhi to budhi hojaogi :clown: phir mujh say hamdard dawakhana kon kraiga :crying:

and hoonh… kanjoos, aanay say pehlay hi bhaga dia, I will tell to dada abba k Sara nay bhaga dia, yeh bhi nai kia ka chalo ramazaan hain iftaar hi kara dain budhay baaba koo :honnh:

jayaya main naraz :snooty:

and gud bye… main jara hoo, ab kabhi nai ayoonga … bass keh dia na… aur haan agar aap bulaogi to sochoonga, daikhoonga phir kal parsoon reply karoonga …babyee… :clown: