At My Brothers Wedding

Re: At My Brothers Wedding

mashallah, inshallah, bismillah aur alhumdullilah kahna achi baat hai per kuch logo ki bari gandi aadat ho jati hai...ek funny baat yaad aa gai,meri ek friend hai woh her baat pe mashallah bohot bolti hai chahe zaroorat ho ya na ho...
ek din main ney us say kaha arrey woh deekho kitni gandgi hai,bolti hai "Masha Allah"!:D