ASSALAM-O-ALAIKUM.... Look Whoz Here :5:

Biradar-e-Azeez Allah ka Shukar hey kay issi Duniya main houn (Janu Jia ko dhachka to laga hey - par :alhamd: zinda houn) I am here in Karachi… Bus zara masroofiat :chai: ney GS sey door rakha huwa tha… Insha’Allah koshish karoon ga k aata / jaata rahoun…

:waves: