Re: ►► Asma ki wapisi
![]()
abhi tak koi nahi aaya
apna title claim karne:hmmm:
ab to Aap raaz faash kar hi dein
Re: ►► Asma ki wapisi
![]()
abhi tak koi nahi aaya
apna title claim karne:hmmm:
ab to Aap raaz faash kar hi dein
Re: ►► Asma ki wapisi
kahan se suna??
kaan apne hain ya leile k:5:
oh
to yeh baat hai:hmmm:
Re: ►► Asma ki wapisi
:hinna: pata nahi kyun nahi aya,
apny gunguna kr bulaya jo wo ay ga ![]()
Re: ►► Asma ki wapisi
Aap ne Use ba-khabar kar diya hoga
Main koi koyal thori hoon jo gungunaon:hoonh:
Re: ►► Asma ki wapisi
phir Kawway hain kia? ![]()
Mainy kuchnahi batay usy ![]()
Re: ►► Asma ki wapisi
Chalo yehi sahi
ab Mere behalf pe Aap gunguna do
to fir aaya kiyon nahi woh
lagta hai k Aapka teer sahi nishaane pe nahi laga:hmmm:
Re: ►► Asma ki wapisi
mery gungunany pr nahi ay ga na, achi awa zarori nahi ap gunguna sakty hain. ![]()
Pata nahi kahan reh gaya spy hy na kahin bhi hosakta hy. apka ass pass bh hosakta hy zara ghor sy dekhain charon traf :halo:
Re: ►► Asma ki wapisi
Haan
aksar dilkash awaaz k peeche musebat hoti hai
shayed yeh maloom ho use
theek hai
Haaaaaaaaaahuuuuuuuu
hohohoho
Haan yeh baat to theek kahi:k:
Kahan ho beee…Saamne kiyon nahi aate
Yahan to koi aisa nazar nahi aata
2 taraf dewaar hai
Ek side pe Aap hain aur 2sri side Hum
zaahir hai
Hum spy ho nahi sakte
lihaaza le de k Aap hi bachti hain jo sab pe nazar jamaye baithi hain ya phir Aapka Humzaad:smokin2:
Restored attachments:

Re: ►► Asma ki wapisi
mujhy kabhi yahn wo SPY nazar aya to apko bataongi,
or apky kehny ka matlab kia hy ky main sab pr nazar rakhti hon :emmy:
Re: ►► Asma ki wapisi
aur woh kabhi yahan aaya hi na
to??
Mere kehne ka matlab nahi
Maine to kaha hi yehi hai:smokin:
Aap ne admit bhi kar liya
aur haan yeh aankhein phaar k dekh rahi hain
is ka matlab nazar hi rakh rahi hain
aur konsa sui mein dhaaga daalne lagi hain:sunnyboy:
Re: ►► Asma ki wapisi
.
biirion ka nasha utre tou aapko sunayi de na ![]()
sb ko pta hai asma aur pakiza ki frndshp ka ![]()
Re: ►► Asma ki wapisi
.
Suuukriya
![]()
but upon abhi prince hai, badsa naahi bna abhi
![]()
Re: ►► Asma ki wapisi
thori aur pilaao k kuch nasha utre…![]()
woh to deny kar rahi:hmmm:
Re: ►► Asma ki wapisi
Pakiiza ki abhi tk wapsi nahi howi
oops i mean aasma ki :sid: