**
lol…saHeeH farmaayaa…isii baat ko maiN ne apne ek she’r meN kahii thaa…arz kiyaa hai k:
har naaz o adaa ke sho’loN se vo aag lagaayaa karte haiN
ashkoN ko bahaa kar aankhoN se ham aag bujhaayaa karte haiN**
zindagi kia waqa’ii ek tez-rau toofaan hai?