"Ashkaal" aur "Ishkaal" meN kia farq hai?

Re: “Ashkaal” aur “Ishkaal” meN kia farq hai?

meraa bhii kiuN k is she’r kii ek dardnaak taareeKh hai…is she’r kii Ghazal ke saath kii ek aur Ghazal hai jiskaa yeh she’r bhii Khaasa ma’nii Khez hai:
**
aalaam-e-rozgaar ko aasaaN banaa diyaa
jo Gham huaa, use Gham-e-jaanaaN banaa diyaa!** :slight_smile: